![]() "Maine Aiman ko kaha hai k Ahad ko utha de uth jaye ga abhi ap tension naa le." Jahangir sab office jane ko pure tyar khare thy. Unho ne foran mur kr darwaze pr khare Jahangir sab ko dekha wo halka sa muskurai. "Ye nawab zada ab tak utha hai k ni?" Jahangir sab ne Kitchen main aate saath apni begham sahiba se kaha jo kitchen main dupahar ka khana bana rahi thi. Ghar main koi function ho ya naa ho ussaye koi parwa naa thi kyun k ussaye maloom tha k us k ghar main itna nokar hai jo ye sara kaam aram se kr le gye. Aiman ki birthday atwar k din aaye thi jis ki wajha se wo ab tak so raha tha warna ajj kl wo university miss ni krta tha. Jaha ghar main sari tyariyan ho rahi thi waha Ahad ab tak so raha tha. Un k ghar ka lawn itna bara tha k koi bhi bara funtion waha aram se ho skhta tha issi liye unho ne bahir k bajye ghar main hi sare tyariyan ki thi. Aur Ahad k ghar main zor o shor se tyariyan jari thi. Yoon na tha main ne faqat chaaha tha yoon ho jaae.Ījj Aiman ki salgira thi. Teri aankhon ke siwa dunya men rakkha kya hai Teri soorat se hai 'aalam men bahaaron ko sabaat Tera gham hai to gham-i dahr ka jhagṛa kya hai Main ne samjha tha kih tu hai to darakhshaan hai hayaat
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |